Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye Lyrics from hindi bollywood movie Sanam Re Sung by Falak Shabir

Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye Lyrics  and Full HD Video Song

Pulkit Samrat and Yami Gautam Starrer Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye Lyrics from Sanam Re Composed by Amaal Mallik & Sung by Falak Shabir.

Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye Video Song

 Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye Lyrics

Kya tujhe ab ye dil bataye
Tujhpe kitna mujhe pyaar aaye
Aansuon se likh doon main tujhko
Koi mere bin padh hi naa paaye

Yoon rahun chup, kuch bhi na bolun
Barson lambi neendein so loon
Jin aankhon mein tu rehta hain
Sadiyon tak wo aankhen na kholun

Mere ander khudko bhar de
Mujhko mujhse khaali kar de (x2)

Jis shaam tu naa miley
Woh shaam dhalti nahi
Aadat si tu ban gayi hai
Aadat badalti nahi..

Kya tujhe ab ye dil bataye
Tere bina kyun saans na aaye
Aansuon se likh doon main tujhko
Koi mere bin padh hi naa paaye

Mere ander khudko bhar de
Mujhko mujhse khaali kar de (x2)

Haathon se girne lagi
Har aarzoo har duaa
Sajde se main uth gaya
Jis pal tu mera hua (x2)

Kya tujhe ab ye dil bataye
Kyu teri baahon mein hi chain aaye
Aansuon se likh doon main tujhko
Koi mere bin padh hi naa paaye

Mere ander khudko bhar de
Mujhko mujhse khaali kar de (x2)

Aa…
O o aa o..

 

13 Lyrics Score
Our Reader Score
[Total: 0 Average: 0]